Aloevera

Aloe vera ek succule  plant species hain jiska genus Aloe hai. Aloe vera  tropical climates jagah par atcha hota hai Sai dunia mein.Ye medicine aur agriculture me istamal hota hai. Iska
Scientific name: Aloe vera aur
Family: Asphodelaceae

    Iska patta basically mota hota hai Lekin climate ki bajah se kavi kavi patla bhi hota hain. Patta ke andar gel jaisa hota hai . Ye gel hi sob kaam mein istamaal hota hai.

    Basically Aloe vera medicine ki tarah kaam karta hain.Aap isko gharelu tareeka apna kar istamal kar sakte hain. Iska gel Nikal kar aap apni gaal pe Laga sakte ho iski bajah se sehere par pimples nahi hota. Agar apka  heel faat jaye to Aloe vera gel Laga sakte hai.

Post a Comment

0 Comments